ANTARIKSH
ANTARIKSH Lyrics By Anuv Jain On Anuv Jain English 2023. Best Pop Song ANTARIKSH Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. ANTARIKSH Song Sung By Popular Singer Anuv Jain, Music Composed By Anuv Jain, and Lyrics Of This Song Are Written By Anuv Jain. ANTARIKSH Full Song Lyrics By Anuv Jain. We Offer Amazing English Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
ANTARIKSH Details
Vocal/Singer | Anuv Jain |
---|---|
Music Comsposer | Anuv Jain |
Lyricist | Anuv Jain |
ANTARIKSH Lyrics Anuv Jain
[Verse 1]
Karta main baatein meri aaine se dekhuin teri
Tujhko kaise, khul ke vaise boluin main ye raaz dil ke?
Ab tere saamne huin, kitna kuch main kehna chahuin
Mujhko yeh bata de phir kyu khojuin main alfaaz milke?
Dekho, ye aaina, aaye na tu kyu yaha?
Aaine mei saath mere teri hi toh jagah
Uljha huin alfaazon mei hi, nikle na aawazon meinki
Pass mere, pass mei aaja, aaja na
[Chorus]
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
[Verse 2]
Tere sitaaron mеi yaan ik taara hazaron mei kya?
Mere inn sawalon ka main dhoondhui yun jawaab aisе
Lakhon, hazaaron mein kya? Maamuli kirdaaron mei yaan
Aauin inn khyaalon mei main banke kuch nayaan aise
Tu toh hai aasmaan, mere dil ko aazma
Aasmaani taaron mei main dhoondhui yun apni jagah
Mere bhi khyaalon mei tu, duniya ke kinaaron se yun
Pass mere, pass mei aaja, aaja na
[Chorus]
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
[Bridge]
Sun toh
Ek din yeh dil mera hoga benaqab, haan
Aur phir tujhe nazar aayega ki
Antariksh ki tarah yeh hai behisaab sa
Aur sab tera yeh ho jayega hi
[Verse 3]
Dil ke afsaane mere keh na paaya saalon se main
Sochuin yeh khazaane mere baantuin saare aaj tujhe
Bante bahane mere, taaluin kyu najaane kal pe?
Huin jo ab main pass tere baitha huin naraaz khud se
Band hai taalon mei, taaluin saari baatein yeh
Taaluin saare baatein kya main tere intezaar mei?
Rehta huin ummeedon mei kya? Tu hi mujhe keh degi aa
Pass mere, pass mei aaja, aaja na
[Chorus]
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
[Outro]
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa