
Daraar OST Lyrics By Nimra Mehra, Sahir Ali Bagga On Geo Entertainment Pakistani, Urdu 2022. Best Pakistani Dramas Ost Song Daraar OST Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Daraar OST Song Sung By Popular Singer Nimra Mehra, Sahir Ali Bagga, Music Composed By Sahir Ali Bagga, and Lyrics Of This Song Are Written By M. Mujtaba. Daraar OST Full Song Lyrics By Nimra Mehra, Sahir Ali Bagga. We Offer Amazing Pakistani, Urdu Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Daraar OST Song Nimra Mehra Details
Vocal/Singer | Nimra Mehra, Sahir Ali Bagga |
---|---|
Music Comsposer | Sahir Ali Bagga |
Lyricist | M. Mujtaba |

Daraar OST Lyrics Nimra Mehra, Sahir Ali Bagga
Hai duaa rab se teri duniya
Mein gumm naa rahe
Khaab rehte ho jin aankhon
Mein vo num na rahe
Num na rahe
Hai toote dil ki yeh sadaa
Mohabbat ko hi kyu saza
Mohabbat ko hi kyu saza
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Ghamo ka hai mara
Hai khudh se ye hara
Kaise karein guzara
Kaise karein guzara
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Ghamo ka hai mara
Hai khudh se ye hara
Kaise karein guzara
Kaise karein guzara
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Dil ki raah pe the chale
Jaane fir kyu kaantein mile
Jo nhi apne the mile vo
Bhi sab paraye the
Shikva kare na gilaa
Takdir se jo mila
Diye bujh gaye sab
Chahton se jo jalaye the
Judaai mein karenge wafa
Ye dil tumse na hoga khafa
Ye dil tumse na hoga khafa
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Ghamo ka hai mara
Hai khudh se ye hara
Kaise karein guzara
Kaise karein guzara
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Ghamo ka hai mara
Hai khudh se ye hara
Kaise karein guzara
Kaise karein guzara
Ye dil mera bichara
Na koi sahara
Teri dil ki galiyon se
Chup chap hein chal diye
Koi shikayat nhi tum jo
Na hamare hue
Jana kaha hai mujhe
Ye to pata hi nahi
Wakif hai tujhse
Magar fir bhi hum na tere rahe
Hai toote dil ka vaasta
Ye kar ehsan kar tu bhala
Ye kar ehsan kar tu bhala
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe
Na pucho mere aansu kyu gire
Khushi ke hai ya gumm ke hai ghire
Batayein kaise haal-e-dil tujhe
Tu khush rahe jaha bhi tu rahe