Haryanvi

Ghanta Fark Nahi Padta

Ghanta Fark Nahi Padta Lyrics 2022. Best Song Ghanta Fark Nahi Padta Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Ghanta Fark Nahi Padta Music Composed By Gr Music, and Lyrics Of This Song Are Written By Khothaya Aala. Ghanta Fark Nahi Padta Full Song Lyrics By . We Offer Amazing Songs Lyrics Only on WoLyrics.com

Ghanta Fark Nahi Padta Song Mohit Sharma Details

Music Comsposer Gr Music
Lyricist Khothaya Aala
YouTube video

Ghanta Fark Nahi Padta Lyrics

Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Han Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ho Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Itni Bhi Tujho Naa Aayi Sharam
Dil Mera Tu Todd Gayi
Aisa Tujhko Mill Gaya Kya
Tu Pyaar Nishani Modd Gayi
Thujhe Khone Se Tha Darr Tha
Par Abb Nahi Parwah Karta
Thujhe Khone Se Tha Darr Tha
Par Abb Nahi Parwah Karta
Tu Aaye Ya Naa Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Naa Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Han Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ho Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko….
Sacche Payar Ki Kahani
Chote Lafjo Mein Bataunga
Jo Jo Tune Kiya
Saare Duniya Ko Bataunga
Jagaunga Unn Ashiqo Ko
Fass Te Jo Inn Jaal Mein
Pyaar Me Wojo So Rahe Hai
Sab Majnu Ko Jagaunga
Abb Kaha Gaya Tera Shona Baby
Pal Pal Jo Tum Jabti Thi
Jis Din Tujhe Na Milu
Tu Ladti Thi Jhagarti Thi
Wo Time Hi Mara Tha
Jo Tujh Jaisi Ko Mill Gaya
Naseeb Mera Khota Tha
Dimag Se Tha Main Hill Gaya
Han Jhoota Han Jhoota
Tera Pyaar Tha Wo Jhoota
Kyun Loota Han Luta
Sacche Ashiq Ko Kyun Luta
Tu Na Abb Ye Soch Ke
Mera Tere Bin Nahi Sakta
Tu Jaha Bhi Hai, Tu Bhadd Mein Jaa
Abe Ghanta Farak Nai Padta
itna Tha Tujhe Pyaar Kiya
Tu Utnahi Dil Se Khel Gayi
Janu Na Kaise Ankhein Meri
Itna Sabb Kuchh Jhel Gayi
Dil Yadoon Mein Hai Jalta
Par Abb Main Yaad Nahi Karta
Dil Yadoon Mein Hai Jalta
Par Abb Main Yaad Nahi Karta
Tu Aaye Ya Naa Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Naa Aaye
Humko..
Nahi Padta Nahi Padta
Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Han Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ho Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Han Ghanta Farak Nahi Padta
Nahi Padta Nahi Padta
Ho Ghanta Farak Nahi Padta
Tu Aaye Ya Na Aaye
Humko Ghanta Farak Nahi Padta
Check Also
Close
Back to top button