Hindi

Jaane Kyon LoFi

Jaane Kyon LoFi Lyrics By , 90s. Best , Song Jaane Kyon LoFi Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Jaane Kyon LoFi Song Sung By Popular Singer Aamir Khan, Preity Zinta,Jaane Kyon LoFi Full Song Lyrics By Aamir Khan, Preity Zinta. We Offer Amazing Songs Lyrics Only on WoLyrics.com

Jaane Kyon LoFi Song Aamir Khan Details

Vocal/Singer ,
YouTube video

Jaane Kyon LoFi Lyrics Aamir Khan, Preity Zinta

Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai

Pyaar mein sar jhukana padta hai
Dard mein muskurana padta hai
Zehar kyon zindagi mein bharte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajata hai
Log chhup chhup ke pyaar karte hain
Jaane kyon saaf kehte darte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar bekaar ki musibat hai
Pyaar har tarah khoobsurat hai
Ho.. pyaar se hum door hi achchhe
Arre pyaar ke sab roop hain sachche
Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain
Doobte hain na woh ubharte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyon aap hi mukarte hain
Jaane kyon…. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Check Also
Close
Back to top button