Mola Rotay Jatay Hain Noha
Mola Rotay Jatay Hain Noha Lyrics By Mir Hasan Mir Pakistani 2022. Best Nohay Song Mola Rotay Jatay Hain Noha Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Mola Rotay Jatay Hain Noha Song Sung By Popular Singer Mir Hasan Mir, Lyrics Of This Song Are Written By Janab Mir Takallum Sb. Mola Rotay Jatay Hain Noha Full Song Lyrics By Mir Hasan Mir. We Offer Amazing Pakistani Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Mola Rotay Jatay Hain Noha Mir Hasan Mir Details
Vocal/Singer | Mir Hasan Mir |
---|---|
Lyricist | Janab Mir Takallum Sb |
Mola Rotay Jatay Hain Noha Lyrics Mir Hasan Mir
inna lilla inna lilla inna lila inna lilla
inna lillahi wa inna ilayhi raji’un
inna lillahi wa inna ilayhi raji’un
hye Ali hye Ali hye Ali hye Ali hyr Ali
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
Abbas kay ansu ponchty hein
Abbas kay ansu ponchty hein
shabber ko kuch samjaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
ser daikh kay zakhmi baba ka
jab bateyan rony lagti hein
ser daik kay zakmi baba ka
jab bateyan rony lagti hein
bachon ki tasli ki khatir
zohra ka dard sunaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
zakhmi maula ki ankhon mein
zakhmi mashkeza phirta hai
zakkmi maula ki ankhon mein
zakhmi mashkeza phirta ha
abbas jagi ky haton sy
qatil ko jaam pilaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
or pirta ha negahon mein manzer
bazaron ka derbaron ka
pirta ha negahon mein manzer
bazaron ka derbaron ka
kuch dair ko gar ky angan mein
Zainab ko sat chala ty hein
hye or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
ek roz esi khofy mein tumhein
baperda haram ko lana hein
ek roz esi khofy mein tumhein
baperda haram ko lana hein
abid ko laga ker seenay sy
bazar ka hal sunaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
bbai ky sat meri zainab jaya ge
jahan janay dena
bhai ky sat meri zainab jaya ge
jahan janay dena
ye un ko wasiyat ha meri
Abdullah ko farmaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
sadat ke rona ke jo sada
perdy sy bahir ati ha
sadat ke rona ke jo sada
perdy sy bahir ati ha
pachan lo en awazon ko
logo sy kehty jaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
haaaa malum tha ek din shano mein
Zainab ka rasal bag jaya ge
haaaa malum tha ek din shano mein
Zainab ka rasal bag jaya ge
reshber sy kha kay katil sy
haton sy rasal khulwaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
jab nazak heachki ati ha
zainab py nazer ruk jati ha
jab nazak heachki ati ha
zainab py nazer ruk jati ha
Allah tujy abad rakay
honton sy duwa fermaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
pocha ha taklum ha nabwein
Haider sy ya akhre sanson mein
pocha ha taklum ha nabwein
Haider sy ya akhre sanson mein
aray kyun bazu daika jaty hein
kyun bazu daika jaty hein
kyu ser ko chomay jaty hein
or maula rotay jaty hein
or maula roty jaty hein
Zainab ka chera daikh ty hein
or maula roty jaty hein
hooooo ya Ali….