Mulakaatein mujhe woh sab Lyrics Utkarsh Saxena

Mulakaatein mujhe woh sab Lyrics By Utkarsh Saxena Hindi 2022. Best Alone, Breakup, Emotional, Heart Broken, Sad Song Mulakaatein mujhe woh sab Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Mulakaatein mujhe woh sab Song Sung By Popular Singer Utkarsh Saxena, Music Composed By Ritik Chouhan, and Lyrics Of This Song Are Written By Ritik Chouhan. Mulakaatein mujhe woh sab Full Song Lyrics By Utkarsh Saxena. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Mulakaatein mujhe woh sab Song Utkarsh Saxena Details
Vocal/Singer | Utkarsh Saxena |
---|---|
Music Comsposer | Ritik Chouhan |
Lyricist | Ritik Chouhan |

Mulakaatein mujhe woh sab Lyrics Utkarsh Saxena
Mujhse mohabbat ki naa kabhi tu
Dil me jagah tune dedi kisiko
Mujhse mohabbat ki naa kabhi tu
Dil me jagah tune dedi kisiko
Tu toh nikli bewafaa
Tune di kyun ye saaja
Haa mai jis se darta tha
Waahi tune kar diya
Mulakaatein mujhe woh sab
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun aab
Yun tanha rulaaye
Mulakaatein mujhe woh sab
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun aab
Yun tanha rulaaye
Tum nahi the humaare
Humne yeh jaan liya hai
Abse tumko paraya
Iss dil ne mann liya hai
Tum nahi the humaare
Humne yeh jaan liya hai
Abse tumko paraya
Iss dil ne mann liya hai
Naa chahu fir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir naa jane kyun
Khud ko barbaad kiya hai
Naa chahu fir bhi kyun tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khatir naa jane kyun
Khud ko barbaad kiya hai
Woh tum hi dard-e-dil ki wajah
Kyun de di mujhko aisi saaja
Haa mai jis se darta tha
Waahi tune kar diya
Mulakaatein mujhe woh sab
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye
Mulakaatein mujhe woh sab
Kyun yaad me aaye
Woh barsaatein mujhe kyun ab
Yun tanha rulaaye
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafaa
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafai kyun kari tune
Bewafaa