Nara E Mastana Lyrics By Abida Parveen, Asrar Pakistani, Urdu 2022. Best Kalams Song Nara E Mastana Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Nara E Mastana Song Sung By Popular Singer Abida Parveen, Asrar, Music Composed By Amanat Ali (Mano), Sarang Latif, andNara E Mastana Full Song Lyrics By Abida Parveen, Asrar. We Offer Amazing Pakistani, Urdu Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Nara E Mastana Bazm-e-Rang Chapter 2 Details
Vocal/Singer | Abida Parveen, Asrar |
---|---|
Music Comsposer | Amanat Ali (Mano), Sarang Latif |
Nara E Mastana Lyrics Abida Parveen, Asrar
Main Ali wali ka gulam hoon, main Ali wali ka gulam hoon
Usi tajjdar ki baat hoon, usi tajjdar ki baat hoon
Mera naam wasif-e-basaba, Mera peer sayed-e-murtaza
Mera wirad Ahmed-e-mujtaba, main sadda bahar ki baat hoon
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana

Main sham-e-farozan hoon, main aatish-e-larza hoon
Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana
Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon
Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon
Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana
Main tahir-e-lahooti, main johar-e-malkooti
Nasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchana
Main wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoon
Ik toota howa dil hoon, main shehar mein veerana