Hindi

SAPNE

SAPNE Lyrics By 2022. Best , , Song SAPNE Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. SAPNE Song Sung By Popular Singer Abhi Payla, Music Composed By Desi Gamers, and Lyrics Of This Song Are Written By Abhi Payla. SAPNE Full Song Lyrics By Abhi Payla. We Offer Amazing Songs Lyrics Only on WoLyrics.com

SAPNE Song Abhi Payla Details

Vocal/Singer
Music Comsposer Desi Gamers
Lyricist Abhi Payla
YouTube video

SAPNE Lyrics Abhi Payla

Yeah!!
Abhi Payla

Boon boond se sapno ke
Sagar bhar diye
Dheere dheere dheere khali
Badal kar diye

Bankar ek din aasman main
Taara chamkunga
Dekho maa or papa maine
Sapne saare sach kar diye

Dekha karta tha khuli aankhon se
Sapne jag jag ke raaton ko
Jod jod kismat ki lakire
Banata hathon ko

Tha waqt bura jo badal diya
Or badal diya halato ko
Chupa ke rakha maine har gum apna
Or saare jazbaaton ko

Jo negative meri soch kare
Miti main mila diya baaton ko
Mujhe kisi baat ki fikar nahi
Agar bhai mera mere sath ho tu

Zero se kari thi shuruwaat
Ab stream karu main alkhon ko
Mere aas paas bas khas khas
Kuch yaar dost ae
Baqi duniya daari se mujhko
Lena dena nayi ae

Shuruwat se chala main
Bankar one man army
Mere aage piche chalne wali
Sena nayi ae
Shuruwati dino me ek dost mila
Ajju bhai hai sath ab bhi

Kabhi mile jo tumse tu poch lena
Jaise tha kal, main aaj ab bhi
Mujhe motivate kare har wo like
Dil se aap jo karte ho
Mere fans nahi mere bhaiyo ke liye
Pyaar wali jhappi, Pyaar wali jhappi

Boon boond se sapno ke
Sagar bhar diye
Dheere dheere dheere khali
Badal kar diye

Bankar ek din aasman main
Taara chamkunga
Dekho maa or papa maine
Sapne saare sach kar diye

Darjeeling ki hai pedaish
Or siliguri main pala badha
Log kehte the chote ghar ka ladka
Kyun dekhe supna bada

Din dugni raat chogni wali
Baatein sach hone lagi
Wo jitne jalte rahe mujhse
Me utna hota geya bada

Maine bura kisi ka nahi kra
Na kabhi apna hone diya
Bhare ankhon mein aansu kayi dafa
Par khud ko kabhi na rone diya

Dil saaf rakha main gira nahi
Baqi jo huwa wo hone diya
Main seezta raha beej ko tab tak
Jab tak sai se boh na diya

Main ruka nahi badhta chala
Aag ki tarah har bar jala
Main khud yaha tak nahi aaya
Mujhse hath pakad kar layi kalaa

Us parwardigar ka naam liya
Na kabhi kisi ki mangi salah
Mahadev ki drasti pade to
Banda kaise ruk jaye bhala

Papa ne sikhaya shaan se jeena
Maa ne diye mujhe sanskaar
Content rakha maine saaf shudh
Vicharon ka kara na vyopar

Log khush nahi khud ki tarakki se
Kaise wo insan yaar
Unki jeet se zyada
Shor machaye meri haar
Shor machaye meri haar
Shor machaye meri haar!!

Check Also
Close
Back to top button