Hairaan
Hairaan Lyrics By Javed Ali Hindi 2022. Best Song Hairaan Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Hairaan Song Sung By Popular Singer Javed Ali, Music Composed By Kaushik-Guddu, and Lyrics Of This Song Are Written By Raj Shekhar. Hairaan Full Song Lyrics By Javed Ali. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Hairaan Song Javed Ali Details
Vocal/Singer | Javed Ali |
---|---|
Music Comsposer | Kaushik-Guddu |
Lyricist | Raj Shekhar |
Hairaan Lyrics Javed Ali
Bin Kahe Ek Din
Hamko Aadhe Chhod Ke
Poore Poore Tod Ke
Chal Diye
Kah Dete Ik Dafa
Kya Maine Tha Kiya
Ya Mann Hi Bhar Gaya
Chal Diye
Aise Huye Tum Lapata
Pooche Bhi To Kis Se Wajah
Yun Hi Bewajah Koi Jata To Nahi
Main To Hairan Hoon Main
Hairan Hoon Main Hairan Hoon Abhi
Kya Wo Mera Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Main To Hairan Hoon Main
Hairan Hoon Main Hairan Hoon Abhi
Kya Wo Mera Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Ab Khaali Khaali Se Din Hain Ye Mere
Bas Dil Hai Jo Gam Se Bhar Gaya
Tere Jaane Se Ik Hissa Mera
Phir Soona Soona Pad Gaya
Mera Har Pal Jo Ye
Guzara Sa Raha Hai
Tu Dil Me Gahre
Utar Sa Raha Hai
Kabhi Lautkar Tu Bhi Aata Kyun Nahi
Main To Hairan Hoon Main
Hairan Hoon Main Hairan Hoon Abhi
Kya Wo Mera Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Main To Hairan Hoon Main
Hairan Hoon Main Hairan Hoon Abhi
Kya Wo Mera Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi