Mann Jogiya Lyrics Arijit Singh, Ishita Vishwakarma

Mann Jogiya Lyrics By Arijit Singh, Ishita Vishwakarma On Ultra Music Hindi 2023. Best Love Song Mann Jogiya Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Mann Jogiya Song Sung By Popular Singer Arijit Singh, Ishita Vishwakarma, Music Composed By Anique, and Lyrics Of This Song Are Written By Dheeraj kumar. Mann Jogiya Full Song Lyrics By Arijit Singh, Ishita Vishwakarma. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Mann Jogiya Song Arijit Singh, Ishita Vishwakarma Details
Vocal/Singer | Arijit Singh, Ishita Vishwakarma |
---|---|
Music Comsposer | Anique |
Lyricist | Dheeraj kumar |

Mann Jogiya Lyrics Arijit Singh, Ishita Vishwakarma
Mann jogiyaa jogiyaa, ik tu hi jog hai mera..
Dil ho gayaa, rogiyaa, aur tu hi rog hai mera.. (×2)
Umar bhar main teri, parwaah karun..
Ke marr jaoon jo tujhe, ruswa karun..
Tu sapne dekhe jinhe main, poora karun..
Ke ab toh Rab bhi hai dooja, pehlaa hai tu..
Neh ka dhaaga, jo laaga yun, Naa tod jaana tu..
Naa chhod jaana tu.. Naa chhod jaana tu.. (×2)
Tere bina main, mere bina tu.. Jachataa nahi..
Dil pe jo naam, aur koi.. Rachataa nahi..(×2)
Haan sang tera zaroori hai, Naa ab manzoor doori hai..
Mere hansne pe rone pe, Haq bus hai tera..
Ke har Subha dekhun main, chehra tera..
Tu saansein ban jaa main dhadkoon, dil ki tarah..
Haan meri palkon se ojhal, hona tu naa..
Ke tujhko dekhe bina naa, reh paunga..
Mann jogiyaa jogiyaa, ik tu hi jog hai ………… (×2)
Neh ka dhaaga, jo laaga yun, Naa tod jaana tu……….. (×2)