Hindi

Meri Baari

Meri Baari Lyrics By On Sony Music India 2022. Best Song Meri Baari Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Meri Baari Song Sung By Popular Singer Iqlipse Nova, Music Composed By Iqlipse Nova, and Lyrics Of This Song Are Written By Iqlipse Nova. Meri Baari Full Song Lyrics By Iqlipse Nova. We Offer Amazing Songs Lyrics Only on WoLyrics.com

Meri Baari Details

Vocal/Singer
Music Comsposer Iqlipse Nova
Lyricist Iqlipse Nova
YouTube video

Meri Baari Lyrics Iqlipse Nova

Do chaar hi yaar hai mere,
Apno se door yahan pe,
Ghar wale sath nahi hai,
Na hai mera pyar yahan pe,

Yun toh hai hota nahi,
Kuch bhi sahi, jo bhi main karu..
Fir bhi hai mann ye mera, mane nahi,
Kyu hi main daru!

Khush rehne ki hai Bimari,
Jalti hai ye duniya saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aagayi hai meri baari.

Sapne dekhe jo kabhi the,
Poore kar lu main wo saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aagayi hai meri baari…

Maine maar dekha, maine thoda pyar dekha
Maine haar dekha, toota wo guitar dekha
Beeti thi raatein meri Dilli ki sadko pe,
Pocket mein sikka le, Sapne hazar dekha…

Na piya daru, kabhi liya nahi Vape par,
Deta main heart, apne hateron k hate par..
Label bhi rota mere gaano k han rate par
Khali main hoon baitha phir bhi jaata nahi date par..

Gaana bhi toh Gaana hai na,
Legacy banana hai na,
Time thoda kam hai, Netflix pe bhi aana hai na,
Jo bhi hai bola mujhe karke dikhana hai na,
Aaane wale saalon, Maa ko mumbai bhi toh lana hai na.

Jana hai na, han mujhe kal world tirp pe,
Plane mein raat, han meri subhe hogi ship pe,
Saans k jaise loon main shares har dip pe,
Hoga zamana meri ungli k tip pe…

Khush rehne ki hai Bimari,
Jalti hai ye duniya saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aagayi hai meri baari.

Sapne dekhe jo kabhi the,
Poore kar loon main wo saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aagayi hai meri baari…

Meri Baari, Meri Baari
Aagayi hai Meri Baari

Meri Baari, Meri Baari
Aagayi hai Meri Baari

Ye Khumari, hai khumari,
Aagayi hai Meri Baari

Meri Baari, Meri Baari
Aagayi hai Meri Baari

Kaise main bhoolun abhi,
Maa ki wo baatein sabhi,
Chota sa ghar wo mera,
Apne mere, Galiyan meri

Toota dil bhi tha kabhi,
Yaad aaye college abhi,
Dilli ki sardiyon si,
Raatein nahi, hoti kahin!

——

Khush rehne ki hai Bimari,
Jalti hai ye duniya saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aa gayi hai meri baari.

Khush rehne ki hai Bimari,
Jalti hai ye duniya saari,
Kal ki Chinta na mujhe hai,
Aa gayi hai meri baari.

Meri Baari,
Jalti hai ye duniya saari,
Hai Khumari,
Aa gayi hai meri baari.

Meri Baari…

Check Also
Close
Back to top button