Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Tu Jhoothi Main Makkaar - Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics By Arijit Singh On T-Series Hindi 2023. Best Dance Song Pyaar Hota Kayi Baar Hai From Tu Jhoothi Main Makkaar Film Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Sung By Popular Singer Arijit Singh, Music Composed By Pritam, and Lyrics Of This Song Are Written By Amitabh Bhattacharya. Pyaar Hota Kayi Baar Hai Full Song Lyrics Tu Jhoothi Main Makkaar Movie By Arijit Singh. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Tu Jhoothi Main Makkaar Details
Vocal/Singer | Arijit Singh |
---|---|
Movie | Tu Jhoothi Main Makkaar |
Music Comsposer | Pritam |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics Tu Jhoothi Main Makkaar | Arijit Singh
PYAAR HOTA KAYI BAAR HAI
MUKHDA
Ishaq mere Yaara
Tu kar le dobaaara
Bas ik bar mein hi
Bhare na dil bechara
Sang rehne ke shaam saavere
Kya karne hain vaade bathere
Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyun saat pehre
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko ye na mili
Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi
Pehli dafaa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyun na do chaar dil hum bhi todein
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Tainu pyaar di lor ऐ
Chaaida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve
ऐ लो .. ऐ लो
Tainu pyar di lor ऐ
Chaaida kinna ve
Twadi khidmat vich haazir
ऐ लो .. ऐ लो
Pyaar hota hota hota kayi baar hai