Pakistani

Pyar Deewangi Hai OST

Pyar Deewangi Hai OST Lyrics By On ARY Digital 2022. Neelam Muneer, Sami Khan, Shuja Asad's Best Song Pyar Deewangi Hai OST Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Pyar Deewangi Hai OST Song Sung By Popular Singer Rahat Fateh Ali Khan, Music Composed By Waqar Ali, and Lyrics Of This Song Are Written By Sabir Zafar. Pyar Deewangi Hai OST Full Song Lyrics By Rahat Fateh Ali Khan. We Offer Amazing Songs Lyrics Only on WoLyrics.com

Pyar Deewangi Hai OST Song Rahat Fateh Ali Khan Details

Vocal/Singer
Music Comsposer Waqar Ali
Lyricist Sabir Zafar
YouTube video

Pyar Deewangi Hai OST Lyrics Rahat Fateh Ali Khan

Jane kya hota hai
dil had se guzar jata hai
Jis taraf yaar ki chokhat ho
us taraf jata hai

Dil ki halat ko btaye to btaye kaise
100 dafa jita hai
100 martaba mar jata hai

Pyar mera junoon hai
Yaar mera junoon hai
Imtihano se aage
Jane vala junoon hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai

Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai

Hosh rehta nhi hai
Chain padhta nhi hai
Ye junoon chiz hai kya
Shikva karta nahi hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai

Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai

Log milke jo bichadhte hai
Ye kyu hota hai kyu hota hai
Baste aagan jo ujadhte hai
Ye kyu hota hai kyu hota hai

Raaste manzilon se door hi kyu rehte hai
Paao jhamke jo ukhadhte hai
Ye kyu hota hai kyu hota hai

Pyar mera junoon hai
Yaar mera junoon hai
Imtihano se aage
Jane vala junoon hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Zindagi aaj bhi hai sarkashi hai
Ya junoon hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai

Pyar hona bhi na hona bhi
Junoon hota hai junoon hota hai
Yaar milna bhi na milna bhi
Junoon hota hai junoon hota hai

Ye andheron ka ujalon ka safar hai aisa
Aag ka jalna bhi bujhna bhi
Junoon hota hai junoon hota hai

Pyar mera junoon hai
Yaar mera junoon hai
Imtihano se aage
Jane vala junoon hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai

Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai

Hosh rehta nhi hai
Chain padhta nhi hai
Ye junoon chiz hai kya
Shikva karta nahi hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai

Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai

Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai

Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai

Check Also
Close
Back to top button