Tu Yaad Hain
Tu Yaad Hain Lyrics By Sarit Dutta On Sarit Dutta Hindi 2024. Best Sad Song Tu Yaad Hain Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Tu Yaad Hain Song Sung By Popular Singer Sarit Dutta, Music Composed By Sarit Dutta, and Lyrics Of This Song Are Written By Dr Uma Naveen Mehta. Tu Yaad Hain Full Song Lyrics By Sarit Dutta. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Tu Yaad Hain Song By Sarit Dutta Details
Vocal/Singer | Sarit Dutta |
---|---|
Music Comsposer | Sarit Dutta |
Lyricist | Dr Uma Naveen Mehta |
Tu Yaad Hain Lyrics Sarit Dutta
Khuda ki kasam hain
Zindgi se jayada
Karte hain pyaar hum
Tujhko sanam
Har Pal, har taraf
Tere Siva yun ab
Koi nazar nahi aata humdam
Tu yaad hain, tu yaad hain
Bas tu hi tu yaad hain
In bahon main
In sanson main
Har dafa tu yaad hain (2)
Har dafa tu yaad hain
Mila hain tu mujhko
Khuda ka karam hain
Rehna hain mujhko
Teri dhadkano me
Jab sang hain tu
Gam bhi beasar hain
Tanhai me bhi
Teri arzoon hain
Tanhai me bhi
Teri arzoon hain
Tu yaad hain, tu yaad hain
Bas tu hi tu yaad hain
In bahon main
In sanson main
Har dafa tu yaad hain (2)
Har dafa tu yaad hain