Wo Tha Mere Shahar Me
Wo Tha Mere Shahar Me Lyrics By Mohammed Irfan On DRJ Records Indies Hindi 2024. Best Love Song Wo Tha Mere Shahar Me Lyrics in Hindi & English Originally Released on YouTube. Wo Tha Mere Shahar Me Song Sung By Popular Singer Mohammed Irfan, Music Composed By Nawab, Sawab, Aftaab, and Lyrics Of This Song Are Written By Amina Israr. Wo Tha Mere Shahar Me Full Song Lyrics By Mohammed Irfan. We Offer Amazing Hindi Songs Lyrics Only on WoLyrics.com
Wo Tha Mere Shahar Me Song By Mohammed Irfan Details
Vocal/Singer | Mohammed Irfan |
---|---|
Music Comsposer | Nawab, Sawab, Aftaab |
Lyricist | Amina Israr |
Wo Tha Mere Shahar Me Lyrics Mohammed Irfan
Wo tha mere shsher mein mulaqaat na hui
Jo baat laazmi thi wahi baat na hui
Kal der tak ruki thi ye shaam suhaani
Ahsaas likh rahe the mere pyaar ki kahani
ghir – ghir ke ghata chhai barsaat na hui
Jo baat laazmi thi wahi baat na hui
Dastak Dil par thi aahat thi rahaton ki
Sargoshiyan suni saubaar chahaton ki
Jazbaat ka samandar sahil par ruk gya hai
Sajde me khuda ke sr mera jhuk gya hai
Mera chand kho gya hai meri raat na hui
Jo baat laazmi thi whi baat na hui
Yahin aaspaas hai wo dhadkan btaa rhi hai
Meri chhat pe sang hawa ke khushbu wo aa rhi hai
Betabiyan Nazar ki badhti hi ja rhi hai
Ab Ishq ki khumari chadhti ho ja rhi hai
Haaton ki do lakiren kabhi sath na hui
Jo baat laazmi thi whi baat na huiWo tha mere shsher mein mulaqaat na hui
Jo baat laazmi thi wahi baat na hui
Kal der tak ruki thi ye shaam suhaani
Ahsaas likh rahe the mere pyaar ki kahani
ghir – ghir ke ghata chhai barsaat na hui
Jo baat laazmi thi wahi baat na hui
Dastak Dil par thi aahat thi rahaton ki
Sargoshiyan suni saubaar chahaton ki
Jazbaat ka samandar sahil par ruk gya hai
Sajde me khuda ke sr mera jhuk gya hai
Mera chand kho gya hai meri raat na hui
Jo baat laazmi thi whi baat na hui
Yahin aaspaas hai wo dhadkan btaa rhi hai
Meri chhat pe sang hawa ke khushbu wo aa rhi hai
Betabiyan Nazar ki badhti hi ja rhi hai
Ab Ishq ki khumari chadhti ho ja rhi hai
Haaton ki do lakiren kabhi sath na hui
Jo baat laazmi thi whi baat na hui